Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai

Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai – Lyrics in English


Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai

Mera aapki kripa se, sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai.


Patawaar ke bina hi, meri naav chal rahi hai.
Hairaan hai zamaana, manzil bhi mil rahi hai.
Karata nahin main kuchh bhi, sab kaam ho raha hai.

Mera aapki kripa se, sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiyaa, mera naam ho raha hai.


Tum saath ho jo mere, kis chij ki kami hai.
Kisi aur chij ki ab darkaar hi nahi hai.
Tere saath se gulaam ab gulphaam ho rahaa hai.

Mera aapki kripa se, sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai.


Main to nahin hoon kaabil, tera paar kaise paoon.
Tooti huyi vaani se, gunagaan kaise gaoon.
Teri prerana se hi sab ye kamaal ho raha hain.

Mera aapaki daya se, sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiyaa, mera naam ho raha hai.


Mujhe har kadam kadam par, toone diya sahaara.
Meri zindagi badal di, toone karke ek ishaara.
Ehsaan pe tera ye, ehsaan ho rahaa hai.

Mera aapaki daya se sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai.


Toofaan aandhiyon mein, toone he mujhako thama.
Tum Krishna ban ke aaye, main jab bana Sudama.
Tere karam se ab ye, sare aam ho raha hai.

Mera aapaki daya se, sab kaam ho raha hai.
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai.


Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai

Shri Vinod Agarwal


Krishna Bhajan



What does the bhajan Mera Aapki Kripa Se tell us?

“Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai” is a popular Hindi bhajan that expresses gratitude towards the divine and acknowledges the blessings and grace that enable all actions and endeavors in life.

Everything That is Accomplished and Achieved is from Higher Power

The bhajan, often attributed to popular bhajan singer Vinod Agarwal, emphasizes the belief that through the benevolence and grace of a higher power, everything is being accomplished and achieved.

It reflects the devotee’s humility and acknowledgment of their reliance on divine intervention.

Surrender and Devotion to the Lord

The lyrics of “Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai” convey a sense of surrender and devotion, expressing the idea that all tasks and activities are successful due to the divine blessings received.

The bhajan is characterized by its heartfelt and devotional tone, encouraging listeners to cultivate a sense of gratitude and reliance on the divine.

Why Mera Aapki Kripa Se Bhajan is So Popular?

The bhajan has gained immense popularity and is widely sung in religious gatherings, devotional events, and satsangs (spiritual gatherings).

It is cherished by devotees for its uplifting and spiritual message, reminding them of the divine’s role in their lives and the power of surrender and faith.


Krishna Bhajan