बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
आये हो तुम कहाँ से, जाओगे तुम कहाँ
इतना तो दिल विचार लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
कोई तुम्हे बुरा कहे, तुम सुनकर करो क्षमा
वाणी का स्वर सुधार लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
नेकी सभी के साथ में, जितनी बने करो
मत सर बदी का भार लो. बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
कहना है साफ साफ यह, सदगुरु कबीर का
निज दोष को निहार लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
नजरो में तेरी दोष है, दुनिया निहारती
समता का अंजन डाल लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
अनुकूलता प्रतिकूलता, दोनों में सम रहो
मङ्गल विधान मान लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
अछे बुरे जो भी तुम्हे, कर्मो के फल दिए प्रभुने
हंसकर सभी गुजार दो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
ईश्वरको अपना मान लो, बस हो गया भजन
दूजा न कोई जान लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
मन की तरंग मार लो, बस हो गया भजन
आदत बुरी सुधार लो, बस हो गया भजन
Bhajan and Prayers
- दया कर दान भक्ति का, हमें परमात्मा देना
- Daya Kar, Daan Bhakti Ka, Hame Parmatma Dena
- अब सौंप दिया इस जीवन का, सब भार तुम्हारे हाथों में
- Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar
- भला किसी का कर ना सको तो
- मैली चादर ओढ़ के कैसे
- मेरे दाता के दरबार में
Bas Ho Gaya Bhajan
Shri Mridul Krishna Shastri
Prem Bhushan Maharaj
Bas Ho Gaya Bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan
Aaye ho tum kaha se, jaaoge tum kahaa
Itana to dil vichaar lo, bas ho gaya bhajan
Koi tumhe bura kahe, tum sunkar karo kshama
Vaani ka swar sudhaar lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan
Neki sabhi ke saath me, jitni bane karo
Mat sar badi ka bhaar lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan
Kahnaa hai saaph saaph yeh, Satguru Kabir ka
Nij dosh ko nihaar lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan
Najaro mein teri dosh hai, duniya nihaarti
Samata ka anjan daal lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhaar lo, bas ho gayaa bhajan
Anukoolata pratikoolata, dono mein sam raho
Mangal vidhaan maan lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan
Achhe bure jo bhi tumhe, karmo ke phal diye prabhune
Hanskar sabhi gujaar do, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhaar lo, bas ho gayaa bhajan
Ishwar ko apana maan lo, bas ho gaya bhajan
Dooja na koi jaan lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan
Man ki tarang maar lo, bas ho gaya bhajan
Aadat buri sudhar lo, bas ho gaya bhajan