Daya Kar, Daan Bhakti Ka, Hame Parmatma Dena Lyrics
Daya kar, daan bhakti ka,
hame Parmatma dena
Daya karna, hamaari atmaa
ko shuddhata dena
Hamaare dhyan mein aao,
prabhu aankho mein bas jao
Andhere dil mein aakar ke,
param jyoti jaga dena
Daya kar, daan bhakti ka….
Baha do prem ki Ganga,
dilo mein prem ka saagar
Hame aapas mein miljul kar,
prabhu rahnaa sikha dena
Daya kar, daan bhakti ka….
Hamaara dharm ho seva,
hamaara karm ho seva
Sada imaan ho seva,
ho sevakchar bana dena
(Or saphal jeevan bana dena)
Daya kar, daan bhakti ka….
Watan ke vaaste jeena,
watan ke vaaste marna
Watan par ja fida karna,
prabhu hum ko sikha dena
Daya kar, daan bhakti ka….
Daya karnaa, hamaari aatma
ko shuddhata dena
Daya kar, daan bhakti ka,
hame Parmatma dena
Daya kar, daan bhakti ka, hame Parmatma dena
Daya Kar Daan Bhakti Ka
Prayer Songs
- Ya Devi Sarva Bhuteshu Mantra - Durga Mantra - Meaning
- Itni Shakti Hame Dena Data - (Full Prayer Song)
- Hum Ko Man Ki Shakti Dena
- Daya Kar, Daan Bhakti Ka, Hame Parmatma Dena
- Tu Pyar Ka Sagar Hai
- Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho
- Raghupati Raghav Raja Ram - Shri Ram Dhun
- Uddhar Karo Bhagwan Tumhari Sharan Pade
- Ishwar Allah Tere Naam
- Allah Tero Naam Ishwar Tero Naam
- Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
What Does Daya Kar Daan Bhakti Ka Prayer Song Teach Us?
Compassion, Generosity and Devotion
“Daya Kar, Daan Bhakti Ka” is a popular prayer or devotional bhajan in Hindi that explains the virtues of compassion, generosity, and devotion.
The bhajan encourages individuals to practice acts of kindness, charity, and selfless devotion to the divine.
The origins of the bhajan and the specific composer may vary, as devotional songs are often passed down through generations and have multiple versions.
However, the bhajan is widely sung in religious gatherings, temples, and spiritual events.
How Should We Live a Life?
The lyrics of “Daya Kar, Daan Bhakti Ka” emphasize the importance of leading a virtuous life and performing selfless deeds.
It urges individuals to cultivate compassion towards others, to engage in acts of charity and service, and to offer sincere devotion to the divine.
Why Daya Kar Daan Bhakti Ka Prayer is a Powerful Prayer?
The bhajan inspires listeners to embrace qualities such as kindness, generosity, and devotion as a means to attain spiritual growth and enlightenment.
It serves as a reminder of the significance of selfless actions and the importance of nurturing a deep connection with the divine.
“Daya Kar, Daan Bhakti Ka” is beloved by devotees for its uplifting and inspiring message, and it continues to be sung and cherished as a means of expressing devotion and seeking divine blessings.
Kise too apana samajhata hai, kaun tera hai.
Jagat saraay hai, do din ka yahaa dera hai.
Jyon banake panchhi basera hain raatri bhar karate.
Tyon jag bhee tere liye rain ka basera hai.
Yah jindagee ki shama jalatee rahegi kab tak.
Lagega kaal ka jhonka bas phir andhera hai.
Moh ki madira ko pee aaj ho rahe gaaphil.
Sabhi ko kaal ne ik roj aan ghera hai.
Na saath laaya too kuchh, saath na kuchh jaane ka .
Yaheen rahega padha thaath jo dikhe yah sunahara hai.
Isaliye maan le ab tu, ishwar mein man laga le.
Seeva bhagavaan ki bhakti ke sab bakheda hai.
Prayer Songs
- Suraj Ki Garmi Se Jalte Huye Tan Ko
- Bhagwan Meri Naiya Tum Paar Laga Dena
- Mujhe Tune Maalik Bahut Kuch Diya Hai
- Hum Sab Milke Aaye Data Tere Darbar
- Prabhu Hum Pe Kripa Karna
- Asharan Sharan Shanti Ke Dham
- Aye Tere Dwar, Namaskar Namskar
- Bhagwan Meri Naiyaa, Us Paar Laga Dena
- Aasra Is Jahan Ka Mile Na Mile
- Jahan Le Chaloge, Wahi Mai Chalunga
- Aaj Andhere Mein Hai Hum Insaan