Shambhu Sutaya Lambodaray Morya (ABCD) - Lyrics in English


Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya Lambodaray Morya

Riddhi, siddhi, vriddhi hoti
haa tere hee aane se
Aur sundar ye sristi hoti
haa tere hi aane se

Morya… Morya…

Mann ke andhere kone mein
jo Daanav chhupa hai, Moreya.
Uspe hi jay ho to digvijay ho
teri tarah Morya

Ganpati bappa morya
pudhchya varshi lavkar ya

Laakh koi de hunkaare,
laakh koi dhamkaye
Hum teri raahon pe chalte,
hum nahi rukne waale

Meraa deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta

Pair rukne naa,
sar ye jhukne naa dega.

Morya re morya,
Ganpati bappa morya.

Shambhu sutaya, shambhu sutaya,
lambodaray morya.
Morya re bappa, morya
Ganpati bappa morya

Devaa…

Sajjan ki aas durjan ka naash,
tu Kaisa bindaas hai raja
tu Kaisa bindaas hai raja

Teri ho pooja, phir koi dooja
tu sabka vishwas hai raja
tu sabka vishwas hai raja

Yun sabhi devon ke aage,
ye sar jhuka hai Morya
Par apna hai tu, ghar pe
humaare, aaya hai Morya

Morya re morya,
Ganpati bappa morya.

Shambhu sutaya, shambhu sutaya,
lambodaray morya.
Morya re bappa, morya
Ganpati bappa morya

Gan gan ganapati gajmukh mangal
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan

Morya re morya,
Ganpati bappa morya.

Shambhu sutaya, shambhu sutaya,
lambodaray morya.
Morya re bappa, morya
Ganpati bappa morya

Devaa…

Jal mein thal mein, sristi shakal mein
Van mein, ran mein, kan kan mein
taru mein, tran mein,
gaj mein, gan mein,
Morya hai har man mein

Hey rang ki dhaare, rang fuhaare
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai, bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein, re Bappa
Morya tere darshan mein, re Deva
Morya ke darshan mein
hey, Morya tere darshan mein

Morya Morya, Ganpati Bappa Morya
Morya Morya, Ganpati Bappa Morya

Shambhu sutaya, shambhu sutaya,
lambodaray morya.
Morya re bappa, morya
Ganpati Bappa Morya


Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya Lambodaray Morya

Shankar Mahadevan, Vishal Dadlani


Ganesh Bhajan