O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
O shankar mere,
kab honge darshan tere.
Jeevan path par, shaam savere,
chhaye hai ghanaghor andhere.
Mai moorakh, too antarayami,
mai sevak, too mera swami.
Kaahe mujh se naata toda,
man chhoda, mandir bhee chhoda.
Kitani door lagaaye toone
ja kailaash pe dere.
O shankar mere,
kab honge darshan tere.
Tere dwaar pe jyot jagaate,
yug beete tere gun gaate.
Na maangoo main heere moti,
maangoo bas thodi si jyoti.
Khaalee haath na jaoonga main,
daata dwaar se tere.
O shankar mere,
kab honge darshan tere.
Jeevan path par, shaam savere,
chhaae hai ghanaghor andhere.
O shankar mere,
kab honge darshan tere.
O Shankar Mere Kab Honge Darshan Tere
Shiv Bhajan
- Shiv Shankar Ko Jisne Puja
- Satyam Shivam Sundaram
- Om Jai Shiv Omkara - Shiv Aarti
- Aisi Subah Na Aaye, Aaye Na Aisi Shaam
- Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar
- Mera Bhola Hai Bhandari, Kare Nandi Ki Sawari
- Saj Rahe Bhole Baba Nirale Dulhe Mein
- Sheesh Gang Ardhang Parvati - Shiv Aarti
- Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath
- Shri Badrinath Stuti - Badrinath Aarti
- Bolo Bolo Sab Mil Bolo Om Namah Shivaya
- Shiv Shankar Damru Wale - Hai Dhanya Teri Maya Jag Me
- Bum Bhole - Yahi Wo Tantra Hai
- Shiv Ka Naam Lo, Har Sankat Mein Om Namo Shivaay
- Subah Subah Le Shiv Ka Naam
- Om Sundaram Omkar Sundaram
- Shankar Mera Pyara, Maa ri Maa Mujhe Murat La De
- Aao Mahima Gaye Bhole Nath Ki