Mera Chota Sa Sansaar
Mera chota sa sansar,
Hari aa jao ek baar
Hari aa jao, Hari aa jao
Hari aa jao, Hari aa jao
Yogi ka bhes bana kar ke
Is tan par bhasam rama kar ke
Main alakh jagaoon dvaar
Hari aa jao ek baar
Mera chota sa sansaar,
Hari aa jao ek baar
Hari aa jao, Hari aa jao
Hari aa jao, Hari aa jao
Madhuban ki rangili kunjan mein
Tu na chhipana raadha ke man mein
Ye papiha kare pukaar
Hari aa jao ek baar
Mera chotaa saa sansar,
Hari aa jao ik baar
Hari aa jao, Hari aa jao
Hari aa jao, Hari aa jao
Ghanashyam Murari Madhusudhan
Aao aao mere pyare Mohan
Ye dukhiya kare pukaar
Hari aa jao ek baar
Mera chota sa sansar,
Hari aa jao ek baar
Hari aa jao, Hari aa jao
Hari aa jao, Hari aa jao
Mera Chota Sa Sansaar
Kumar Vishu
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda