Koi Kahe Govind Koi Gopala
Koi kahe Govind koi Gopala.
Main to kahun Sanwariya Bansuriya wala.
Radha ne Shyaam Kaha, Mira ne Giradhar.
Krshna ne Krshn Kaha, Kubja ne Natawar.
Gvaalo ne Tujhko Pukaara Gopala.
Main to kahu Sanwariya Bansuriya wala.
Ghanshyam Kahte hai Balaraam Bhaiya.
Yashoda Pukaare Krishna Kanhaiya.
Sura Ki Aankhon ke tum ho Ujaala.
Main to Kahu Saanvariya Baansuriya wala.
Koi kahe Govinda koi Gopala.
Main to kahu Saanvariya Baansuriya wala.
Bhishm ne Banavaari, Arjun ne Mohan.
Chhaliya bhi kah kar ke bola Duryodhan.
Kans to Jalakar Ke Kahata Hai Kaala.
Main to Kahun Saanvariya Baansuriya wala.
Bhakton ke Bhagavaan, Santo ke Keshav.
Bhole Kanhaiya tum mere Maadhav.
Gvaaliniya Tujhako Pukaare Nandalaala.
Main to kahun Sanwariya Bansuriya wala.
Koi Kahe Govind Koi Gopala.
Main to Kahun Saanvariya Baansuriya wala.
Koi Kahe Govind Koi Gopala
Shri Gaurav Krishna Goswami
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda