Shankar Teri Jatao Se, Behti Hai – Lyrics in Hindi


शंकर तेरी जटाओं से, बहती है गंगधारा

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।
है जोगी अगम अपारा।
है जोगी अगम अपारा॥


है तन में भस्म रमाए,
मस्तक पर चन्द्र सुहाए।
उठे ध्वनि शब्द ओंकारा,
है जोगी अगम अपारा॥

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।


तुम नील कंठ कहलाये,
तेरे अंग भुजंग सुहाए।
कर में त्रिशूल उजियारा,
है जोगी अगम अपारा॥

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।


बाघम्बर आसन पाए,
गौरी वामांग सुहाए।
डमरू ध्वनि होत अपारा,
है जोगी अगम अपारा॥

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।


सुर महि-सुर नर मुनि राइ,
सब तेरे ध्यान लगाए।
विश्वम्भर अगम अपरा,
है जोगी अगम अपारा॥

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।


ॐ नमः शिवाय
ॐ नमः शिवाय

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।
है जोगी अगम अपारा।
है जोगी अगम अपारा॥

शंकर तेरी जटाओं से,
बहती है गंगधारा।


Shankar Teri Jatao Se

Shri Mridul Krishna Shastri


Shiv Bhajan



Shankar Teri Jatao Se, Behti Hai – Lyrics in English


Shankar Teri Jatao Se

Shankar teri jatao se,
behti hai gang dhara.
Hai jogi agam apaara.
Hai jogi agam apaara.

Hai tan mein bhasm ramaaye,
mastak par chandra suhaye.
Uthe dhwani shabd omkara,
Hai jogi agam apaara.

Shankar teri jataon se,
behti hai gang dhara.

Tum neel kanth kehlaaye,
tere ang bhujang suhaye.
Kar mein trishool ujiyaara,
Hai jogi agam apaara.

Shankar teri jatao se,
behti hai gang dhara.

Baghambar aasan paaye,
gauri vaamaang suhaaye.
Damaroo dhvani hot apaara,
Hai jogi agam apaara.

Shankar teri jataon se,
behti hai gang dhara.

Sur mahi-sur nar muni rai,
sab tere dhyaan lagaaye.
Vishwambhar agam apara,
Hai jogi agam apaara.

Shankar teri jatao se,
behti hai gang dhara.

Om namah shivaay
om namah shivaay

Shankar teri jatao se,
behti hai gang dhara.


Shankar Teri Jatao Se

Shri Mridul Krishna Shastri


Shiv Bhajan



Ram Naam ke Heere Moti – Krishna Naam ke – Lyrics in Hindi


राम नाम के हीरे मोती, कृष्ण नाम के हीरे मोती

राम नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली
कृष्ण नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली

ले लो रे कोई राम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली
ले लो रे कोई श्याम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली


माया के दीवानों सुन लो,
एक दिन ऐसा आएगा
धन दौलत और माल खजाना,
यही पड़ा रह जायेगा

सुन्दर काया मिट्टी होगी,
चर्चा होगी गली गली

ले लो रे कोई राम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली
ले लो रे कोई श्याम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली

राम नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली
कृष्ण नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली


क्यों करता तू मेरा मेरी,
यह तो तेरा मकान नहीं
झूठे जन में फंसा हुआ है,
वह सच्चा इंसान नहीं

जग का मेला दो दिन का है,
अंत में होगी चला चली

ले लो रे कोई राम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली
ले लो रे कोई श्याम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली

राम नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली
कृष्ण नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली


जिन जिन ने यह मोती लुटे,
वह तो माला माल हुए
धन दौलत के बने पुजारी,
आखिर वह कंगाल हुए

चांदी सोने वालो सुन लो,
बात सुनाऊँ खरी खरी

ले लो रे कोई राम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली
ले लो रे कोई श्याम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली

राम नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली
कृष्ण नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली


दुनिया को तू कब तक पगले,
अपनी कहलायेगा
ईश्वर को तू भूल गया है,
अंत समय पछतायेगा

दो दिन का यह चमन खिला है,
फिर मुरझाये कलि कलि

ले लो रे कोई राम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली
ले लो रे कोई श्याम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली

राम नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली
कृष्ण नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली


राम नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली
कृष्ण नाम के हीरे मोती,
मैं बिखराऊँ गली गली

ले लो रे कोई राम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली
ले लो रे कोई श्याम का प्यारा,
शोर मचाऊँ गली गली

बोलो राम राम राम, बोलो राम राम राम
बोलो राम राम राम, बोलो राम राम राम
बोलो राम राम राम, बोलो राम राम राम


Ram Naam ke Heere Moti – Krishna Naam ke Hire Moti

Shri Mridul Krishna Shastri


Ram Bhajan



Ram Naam ke Heere Moti – Krishna Naam ke – Lyrics in English


Ram Naam ke Heere Moti – Krishna Naam ke Hire Moti

Ram naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali
Krishna naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali

Le lo re koi Ram ka pyaara,
shor machaoon gali gali
Le lo re koi Shyam ka pyaara,
shor machaoon gali gali

Maaya ke diwano sun lo,
ek din aisa aayega
Dhan daulat aur maal khajaana,
yahi pada rah jaayega

Sundar kaaya mitti hogi,
charcha hogi gali gali

Le lo re koi Ram ka pyaraa,
shor machaoon gali gali
Le lo re koi Shyam ka pyaraa,
shor machaoon gali gali

Ram naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali
Krishna naam ke hire moti,
main bikhraaoo gali gali

Kyon karata tu mera meri,
yah to tera makaan nahin
Jhoothe jan mein phansa hua hai,
vah sachcha insaan nahin

Jag ka mela do din ka hai,
ant mein hogi chala chali

Le lo re koi Ram ka pyaara,
shor machaoon gali gali
Le lo re koi Shyam ka pyaara,
shor machaoon gali gali

Ram naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali
Krishna naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali

Jin jin ne yeh moti lute,
vah to maala maal huye
Dhan daulat ke bane pujaari,
aakhir vah kangaal huye

Chaandi sone vaalo sun lo,
baat sunaoon khari khari

Le lo re koi Ram ka pyaara,
shor machaau gali gali
Le lo re koi shyaam ka pyaara,
shor machaau gali gali

Ram naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali
Krishna naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali

Duniya ko tu kab tak pagle,
apni kahalaayega
ishwar ko tu bhool gaya hai,
ant samay pachhtaayega

Do din ka yah chaman khila hai,
phir murjhaye kali kali

Le lo re koi Ram ka pyaara,
shor machaoon gali gali
Le lo re koi shyaam ka pyaara,
shor machaoon gali gali

Ram naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali
Krishna naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali

Ram naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali
Krishna naam ke hire moti,
main bikhrau gali gali

Le lo re koi Ram ka pyaara,
shor machaoon gali gali
Le lo re koi Shyam ka pyaara,
shor machaoon gali gali

Bolo Ram Ram Ram, Bolo Ram Ram Ram
Bolo Ram Ram Ram, Bolo Ram Ram Ram
Bolo Ram Ram Ram, Bolo Ram Ram Ram

Ram Naam ke Heere Moti – Krishna Naam ke Hire Moti

Shri Mridul Krishna Shastri


Ram Bhajan



Nanha Sa Phool Hoon Main


Krishna Bhajan

नन्हा सा फूल हूँ मैं, चरणों की धुल हूँ मैं


नन्हा सा फूल हूँ मैं,
चरणों की धुल हूँ मैं।
आया हूँ मैं तो तेरे द्वार,
गुरु जी मेरी पूजा करो स्वीकार॥


सुन लो हमारी अर्जी,
मुझ को कुछ ज्ञान दो।
जीवन को जीना सीखूं,
ऐसा वरदान दो॥

सूरज सी शान पाऊँ,
चंदा सा मान पाऊँ।
इतना सा देदो उपहार,
गुरु जी मेरी पूजा करो स्वीकार॥


मैं तो निर्गुणिया हूँ,
बस इतनी बात है।
मेरे जीवन की डोरी,
अब तेरे हाथ है॥

थोडा सा गुण मिल जाए,
निर्धन को धन मिल जाए।
मानू तुम्हारे उपकार,
गुरु जी मेरी पूजा करो स्वीकार॥


नन्हा सा फूल हूँ मैं,
चरणों की धुल हूँ मैं।
आया हूँ मैं तो तेरे द्वार,
गुरु जी मेरी पूजा करो स्वीकार॥

Nanha Sa Phool Hoon Main
Nanha Sa Phool Hoon Main

नन्हा सा फूल हूँ मैं,
चरणों की धुल हूँ मैं।
आया हूँ मैं तो तेरे द्वार,
गुरु जी मेरी पूजा करो स्वीकार॥

Satguru Bhajans

Nanha Sa Phool Hoon Main – Guru Ji Meri Pooja Karo Sweekar

Shri Mridul Krishna Goswami Ji

Nanha Sa Phool Hoon Main – Guru Ji Meri Pooja Karo Sweekar


Nanha sa phool hoon main,
charno ki dhool hoon main
Aaya hoon main to tere dvaar,
guru ji meri pooja karo sweekar.

Sun lo hamaari arji,
mujh ko kuchh gyaan do.
Jivan ko jina sikhoon,
aisa varadaan do.

Sooraj si shaan paoon,
chanda sa maan paoon.
Itna sa dedo upahaar,
guru ji meri pooja karo sweekar.

Main to nirguniya hoon,
bas itani baat hai.
Mere jivan ki dori,
ab tere haath hai.

Thoda sa gun mil jaaye,
nirdhan ko dhan mil jaaye.
Maanoo tumhaare upakaar,
guru ji meri pooja karo sweekar.

Nanha sa phool hoon main,
charno ki dhool hoon main
Aaya hoon main to tere dvaar,
guru ji meri pooja karo sweekar.

Guru Ji Meri Pooja Karo Sweekar
Guru Ji Meri Pooja Karo Sweekar

Nanha sa phool hoon main,
charno ki dhool hoon main
Aaya hoon main to tere dvaar,
guru ji meri pooja karo sweekar.

Krishna Bhajans

Tera Pal Pal Beeta Jaye, Mukh Se Jap Le Namah Shivay – Lyrics in Hindi


तेरा पल पल बीता जाए, मुख से जप ले नमः शिवाय

तेरा पल पल बीता जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय।
तेरा पल पल बीता जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय।

ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥


शिव शिव तुम हृदय से बोलो,
मन मंदिर का परदा खोलो।
अवसर खाली ना जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय॥

तेरा पल पल बीता जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय।
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥


यह दुनिया पंछी का मेला.
समझो उड़ जाना है अकेला।
(तेरा) तन मन साथ न जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय॥

तेरा पल पल बीता जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय।
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥


मुसाफिरी जब पूरी होगी,
चलने की मजबूरी होगी।
(तेरा) पिंजरा प्राण रह जाये,
मुख से जप ले नमः शिवाय॥

तेरा पल पल बीता जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय।
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥


शिव पूजन में मस्त बने जा
भक्ति सुधा रस पान किये जा।
दर्शन विश्वनाथ के पाय,
मुख से जप ले नमः शिवाय॥

तेरा पल पल बीता जाए,
मुख से जप ले नमः शिवाय।
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥
ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय॥


Tera Pal Pal Beeta Jaye, Mukh Se Jap Le Namah Shivay

Shri Mridul Krishna Shastri


Shiv Bhajan



Tera Pal Pal Beeta Jaye, Mukh Se Jap Le Namah Shivay – Lyrics in English


Tera Pal Pal Beeta Jaye, Mukh Se Jap Le Namah Shivay

Tera pal pal beeta jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.
Tera pal pal beeta jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.

Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.

Shiv Shiv tum hrday se bolo,
man mandir ka paradaa kholo.
Avasar khaali na jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.

Tera pal pal beeta jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.

Yah duniya panchhi ka mela.
Samajho ud jaana hai akela.
(Tera) tan man saath naa jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.

Tera pal pal beeta jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.

Musaaphiri jab poori hogi,
chalane ki majaboori hogi.
(Tera) pinjara praan rah jaaye,
mukh se jap le Namah Shivay.

Tera pal pal beeta jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.

Shiv poojan mein mast bane ja
bhakti sudha ras paan kiye ja.
Darshan Vishvanaath ke paay,
mukh se jap le Namah Shivay.

Tera pal pal beeta jaye,
mukh se jap le Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.
Om Namah Shivay, Om Namah Shivay.


Tera Pal Pal Beeta Jaye, Mukh Se Jap Le Namah Shivay

Shri Mridul Krishna Shastri


Shiv Bhajan



Bhole Nath Se Nirala Koi Aur Nahi – Lyrics in Hindi


भोले नाथ से निराला, कोई और नहीं

भोले नाथ से निराला,
गौरीनाथ से निराला,
कोई और नहीं।
कोई और नहीं,कोई और नहीं।

भोला नाथ से निराला,
गौरीनाथ से निराला,
कोई और नहीं।

ऐसा बिगड़ी बनाने वाला,
कोई और नहीं॥


उन का डमरू डम डम बोले,
अगम निगम के भेद खोले।
ऐसा डमरू बजाने वाला,
(ऐसा भक्तो का रखवाला,‌)
कोई और नहीं॥

भोले नाथ से निराला,
गौरीनाथ से निराला,
कोई और नहीं।


काया जब जब करवट बदले,
पाप चमकते अगले पिछले।
अब तो मुझे बचाने वाला,
(ऐसा ज्योत जगाने वाला,)
कोई और नहीं॥

भोले नाथ से निराला,
गौरीनाथ से निराला,
कोई और नहीं।


तुमने जग का कष्ट मिटाया,
मुझ को स्वामी क्यों बिसराया।
ऐसा भक्तो का रखवाला‌,
(अब तो मुझे बचाने वाला,)
कोई और नहीं॥

भोले नाथ से निराला,
गौरीनाथ से निराला,
कोई और नहीं।


Bhole Nath Se Nirala Koi Aur Nahi

Shri Mridul Krishna Shastri

Geeta Roy, Badrinath

Har Har Mahadev (1950)


Shiv Bhajan



Bhole Nath Se Nirala Koi Aur Nahi – Lyrics in English


Bhole Nath Se Nirala Koi Aur Nahi

Bhole nath se nirala,
Gauri nath se nirala,
koi aur nahi.
koi aur nahi, koi aur nahi.

Bhola nath se nirala,
gaurinaath se nirala,
koi aur nahin.

Aisa bigadi banaane wala,
koi aur nahin.

Unka damaroo dam dam bole,
agam nigam ke bhed khole.
Aisa damaroo bajaane wala,
(aisa bhakto ka rakhwala,‌)
koi aur nahin॥

Bhole nath se nirala,
Gauri nath se nirala,
koi aur nahi.

Kaya jab jab karavat badale,
paap chamakate agale pichhale.
Ab to mujhe bachaane vaala,
(aisa jyot jagaane vaala,)
koi aur nahin॥

Bhole nath se nirala,
Gauri nath se nirala,
koi aur nahi.

Tumane jag ka kasht mitaaya,
mujh ko swami kyo bisaraaya.
Aisa bhakto ka rakhavaala‌,
(ab to mujhe bachaane vaala,)
koi aur nahin॥

Bhole nath se nirala,
Gauri nath se nirala,
koi aur nahi.


Bhole Nath Se Nirala Koi Aur Nahi

Shri Mridul Krishna Shastri

Geeta Roy, Badrinath

Har Har Mahadev (1950)


Shiv Bhajan



Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala – Lyrics in English


Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala

Jari ki pagdi bandhe,
sundar aankhon wala,
Kitna sundar laage bihaari,
kitnaa laage pyaara.

Zari ki pagdi bandhe, sundar aankhon waala.
Kitna sundar laage bihaari, kitnaa laage pyaara.

Kaano mein kundal saaje,
sir mor mukut viraaje.
Sakhiya pagli hoti,
jab-jab hotho pe banshi baaje.

Hain chanda yah saanvara,
taare hain gwaal baala.
Kitna sundar laage bihaari,
kitnaa laage pyaara.

Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala

Jari ki pagdi bandhe, sunder aankhon waala.
Kitna sundar laage bihaari, kitnaa laage pyaara.

Lat ghunghre baal,
tere kaare kaare baal,
Sundar shyaam salona,
teri tedi medi chaal.

Hawa mein sar-sar karta,
tera pitaambar matwaala,
Kitna sundar laage bihaari,
kitnaa laage pyaara.

Jari ki pagdi bandhe, sundar aankhon waala.
Kitna sundar laage bihaari, kitnaa laage pyaara.

Mukh pe maakhan malata,
tu bal ghutane ke chalta,
Dekh Yashoda bhaagya ko,
devo ka bhi man jalta.

Maathe pe tilak sohe,
aankhon mein kajal daala,
Kitna sundar laage bihaari,
kitnaa laage pyaara.

Jari ki pagdi bandhe, sundar aankhon waala.
Kitna sundar laage bihaari, kitnaa laage pyaara.

Tu jab banshi bajaye,
tab mor bhi naach dikhaye,
Yamuna mein lahare uthati aur
koyal bhi koo-koo gaaye.

Haath mein kangan pahane aur
gal vaijayanti maala,
Kitna sundar laage bihaari,
kitnaa laage pyaara.

Jari ki pagdi bandhe, sundar aankhon waala.
Kitna sundar laage bihaari, kitnaa laage pyaara.

Jari ki pagdi bandhe,
sundar aankhon wala,
Kitna sundar laage bihaari,
kitnaa laage pyaara.


Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala

Mridul Krishna Shastri


Krishna Bhajan