Jaise, Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
Aisa hi sukh mere man ko mila hai,
main jab se sharan teri aaya, mere Ram
1. Sharma Bandhu – fim: Parinay (1974)
2. Anup Jalota
Suraj Ki Garmi Se – Lyrics
Jaise, Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
Aisa hi sukh mere man ko mila hai,
main jab se sharan teri aaya, mere Ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
Bhataka hua mera man tha koi
mil na raha tha sahara
Laharon se ladti hui naav ko jaise,
mil na raha ho kinara
Us ladakhadaati hui naav ko jo
kisi ne kinaara dikhaaya
Aisa hi sukh mere man ko mila hai,
main jab se sharan teri aaya, mere Ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
Shital bane aag chandan ke jaisi
Raaghav kripa ho jo teri
Ujayaali poonam ki ho jaaye raate
jo thi amaavas andheri
Yug yug se pyaasi murubhoomi ne
jaise saavan ka sandes paaya
Aisa hi sukh mere man ko mila hai,
main jab se sharan teri aaya, mere Ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
Jis raah ki manjil tera milan ho
us par kadam main badhaoon
Phoolon me khaaron me,
patjhad bahaaro me
mai na kabhi dag-magaoo
Paani ke pyaase ko takadir ne
Jaise ji bhar ke amrit pilaaya
Aisa hi sukh mere man ko mila hai,
main jab se sharan teri aaya, mere Ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
Aisa hi sukh mere man ko mila hai,
main jab se sharan teri aaya, mere Ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan ko
mil jaaye taruvar ki chhaaya
For more bhajans from category, Click -
Anup Jalota • Audio • Bhajan • Bhajan from Films • Devotional • Download • English • Film 9 • Popular • Prayer • Prayer 3 • Ram • Ram Bhajan • Ram Bhajan 1 • S • Sharma Bandhu
Shree Ram Bhajans
- Dukh Sukh Dono Kuch Pal – Ram Bhajan
Dukh Sukh Dono Kuch Pal Ke
Dukh sukh dono kuch pal ke
kab aaye kab jaaye
Duhkh hai dhalate sooraj jaisa
shaam dhale dhal jaaye - Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein – Ram Bhajan
Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein
Jiski lagi re lagan Bhagwan mein,
Uskaa diya re jalega toofaan mein
Anahoni ko honi karade
Uskaa naam hai Ram re - Jahan Le Chaloge, Wahi Mai Chalunga
Jahan Le Chaloge Wahi Mai Chalunga
Jahan le chaloge, wahi mai chalunga
Jahan naath rakh loge, wahi main rahunga
Yah jivan samarpit, charan mein tumhaare
Tumhi mere sarvasva, tumhi praan pyaare - Hamare Saath Shri Raghunath – Ram Bhajan
Hamare Saath Shri Raghunath - Ram Bhajan
Hamare saath Shri Raghunath to kis baat ki chinta,
Sharan mein rakh diya jab maath to kis baat ki chinta
Kiya karate ho tum din raat kyon bin baat ki chinta
Tere swami ko rahati hai, tere har baat ki chinta - Tera Ramji Karenge Beda Paar – Ram Bhajan
Tera Ramji Karenge Beda Paar
Tera Ramji karenge beda paar
udaasi man kaahe ko kare re
Kaahe ko dare re, kahe ko dare
Naiyya teri Ram hawaale,
lahar lahar Hari aap sambhaale - Tu Ram Bhajan Kar Prani – Ram Bhajan
Tu Ram Bhajan Kar Prani
Kaya-maya baadal chhaaya,
moorakh man kaahe bhaRamaaya.
Ud jaayega saansaka panchhi,
phir kya hai aani-jaani. - Aasra Is Jahan Ka Mile Na Mile – Prayer
Aasra Is Jahan Ka Mile Na Mile
Aasra is jahan ka mile na mile,
mujhko tera sahara sada chaahiye.
Meri dhimi hai chaal aur path hai vishaal.
Har kadam par musibat, ab tu hi sambhaal.
Bhajan List
Ram Bhajans
Krishna Bhajan
Bhajan, Aarti, Chalisa, Dohe – List

Ram Bhajan Lyrics
- Kshama Karo Tum Mere Prabhuji
Kshama Karo Tum Mere Prabhuji
Kshama karo tum mere Prabhuji,
ab tak ke saare aparadh
Dho daalo tan ki chaadar ko,
lage hai usame jo bhi daag
Narayan ab sharan tumhaare,
tumse prit hoye nij raag - Bhajan Bina Chain Na – Ram Bhajan
भजन बिना, चैन न आये राम
Lyrics - भजन बिना, चैन न आये राम।
कोई न जाने, कब हो जाये,
इस जीवन की शाम॥
मोह माया की आस तो पगले,होगी कभी ना पूरी - Hum Ramji Ke, Ramji Hamare Hai – Ram Bhajan
Hum Ramji Ke, Ramji Hamare Hai
Hum Ramji ke, Ramji hamare hai
Hum Ramji ke, Ramji hamare hai
Jo laakho paapiyon ko taare hai
Jo adhaman ko uddhaare hai
Hum unki sharan padhaare hai
Hum Ramji ke, Ramji hamare hai - Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho
Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho
Jis maa ne ham ko janam diya,
dil usakaa dukhaana na chaahiye.
Jis pita ne ham ko paala hai,
usse kabhi rulaana na chaahiye.

Bhajans and Aarti
- Shri Shani Chalisa – Jayati Jayati Shanidev Dayaala
Shri Shani Chalisa - Jayati Jayati Shanidev Dayaala
Jayati jayati Shanidev dayaala.
Karat sada bhaktan pratipaala.
Chaari bhuja, tanu shyaam viraajai.
Maathe ratan mukut chhavi chhaajai. - Shakti De Maa, Shakti De Maa – Pag Pag Thokar – Durga Bhajan
Shakti De Maa, Shakti De Maa
Shakti de Maa, shakti de Maa
Tere dware jo bhee aaya,
Usne jo maanga wo paaya.
Main bhi tera savaali,
Shaktishaali Sherowali, Maa Jagadambe. - Shiv Bhola Bhandari – Shiv Bhajan
Shiv Bhola Bhandari Sai
Bhola Bhandari, Sai Bhola Bhandari
Shiv Bhola.. Shiv Bhola...
Shiv Bhola Bhandari, Sadhu Bhola Bhandari,
Sai Bhola Bhandari, Shiv Bhola Bhandari - Hari Naam Ka Pyala
Hari Naam Ka Pyala
Hari naam ka pyaala pyaala
Hare Krishna ki haala
Aisi haala pi pikar ke,
chala chale matavaala - Jai Santoshi Mata – Santoshi Mata Aarti
Santoshi Mata Aarti
Jai Santoshi Mata,
maiya santoshi maata.
Apane sevak jan ki,
sukh sampatti daata.
Jai Santoshi Mata. - Kisi Ke Kaam Jo Aaye
Kisi Ke Kaam Jo Aaye
Koi hans hans ke jita hai,
koi jita hai ro ro kar.
Jo geer kar phir sambhal jaaye
use insaan kahte hain

Bhakti Geet Lyrics
- Deva Shree Ganesha, Deva Shree Ganesha – Shri Ganesh Song
Deva Shree Ganesha, Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha, Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha, Deva Shree Ganesha
Jwaala si jalati hai aankho me jisake bhi
dil me tera naam hai
Paravaah hi kya usaka aarambh kaisa hai
aur kaisa parinaam hai - Jyotirlinga Stotram – Meaning – Shiv Stotra
Jyotirlinga Stotram - Meaning
Saurashtre Somanatham cha
Shrishaile Mallikarjunam
Ujjayiniyam Mahakalam
Omkara-mamaleshwaram
