Ganpati Aaj Padharo, Shri Ram Ji Ki Dhun Me - Lyrics in English


Ganpati Aaj Padharo, Shri Ram Ji Ki Dhun Me

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun me.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Ram ji ki dhun mein,
Shri Ram ji ki dhun me
modak bhog lagao,
Shri Ram ji ki dhun me.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Ganpati aaj padharo
aur Riddhi Siddhi laao.
Sukh anand barsaao,
Shri Ram ji ki dhun me.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Hanumant aaj padharo,
deva pavan weg se aao.
Bal buddhi de jao,
Shri Ram ji ki dhun me.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Bramhaji padhaaro,
mata Bramhaani ko laao.
Ved gyaan samjhao,
Shri Ram ji ki dhun me.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Naarad aaj padhaaro
chham chham, chham kar taal bajao.
Naaraayan gun gaao,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun mein.

Prem magan ho jao bhakto,
Ram naam gun gaao.
Sur mandir mein aao,
Shri Ram ji ki dhun me.

Ganpati aaj padharo,
Shri Ram ji ki dhun me.


Ganpati Aaj Padharo, Shri Ram Ji Ki Dhun Me


Ganesh Bhajan