Shyam Sapno Me Aata Kyon Nahi - Lyrics in English


Shyam Sapno Me Aata Kyon Nahi

Shyam sapno me aata kyon nahi
Shyam sapno me aata kyon nahi

Pyaari soorat dikhaata kyon nahin
Shyam sapno me aata kyon nahi


Mera dil to diwana ho gaya
Mera dil to diwaana ho gaya

Mujhe soorat dikhaata kyo nahin
Shyam sapno me aata kyo nahi


Mere nayano mein soorat Shyam ki
Mere nayano mein soorat Shyam ki

Mujhe dil se lagaata kyon nahin
Shyam sapno me aata kyon nahi


Saadiyo se bhatak raha dar dar par


Tere pyaar ka aadha paagal hoon
Tere pyaar ka aadha paagal hoon

Poora paagal banaata kyon nahin
Shyam sapno me aata kyon nahi


Shyam sapno me aata kyon nahi
Pyaari soorat dikhaata kyon nahin
Shyam sapno me aata kyon nahi


Shyam Sapno Me Aata Kyon Nahi


Krishna Bhajan