Naiya Padi Majhdhar


Kabir Dohe Bhajan

नैया पड़ी मंझधार


नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार,
हरी बिन कैसे लागे पार।

नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार,
हरी बिन कैसे लागे पार।


मैं अपराधी जनम जनम का,
मन में भरा विकार।
तुम दाता, दुःख भंजना,
मेरी करो संभार।

गुरु बिन कैसे लागे पार

नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार,
हरी बिन कैसे लागे पार।


अवगुण दास कबीर के,
बहुत है गरीब नवाज।
जो मैं पूत कपूत हूँ,
कहौं पिता की लाज॥

गुरु बिन कैसे लागे पार

नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार,
हरी बिन कैसे लागे पार।


अन्तर्यामी एक तुम्ही हो,
जीवन के आधार।
जो तुम छोड़ो हाथ प्रभु जी,
कौन उतारे पार॥

गुरु बिन कैसे लागे पार

नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार,
हरी बिन कैसे लागे पार।


साहिब तुम मत भूलियो,
लाख लोग मिल जाये
हम से तुम्हरे बहुत हैं,
तुम सो हमरो नाही।

हरी बिन कैसे लागे पार।

नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार,
हरी बिन कैसे लागे पार।


नैया पड़ी मंझधार,
गुरु बिन कैसे लागे पार।

Naiya Padi Majhdhar
Naiya Padi Majhdhar

नैया पड़ी मंझधार,
हरी बिन कैसे लागे पार,
गुरु बिन कैसे लागे पार।

Kabir Dohe and Satguru Bhajans

Naiya Padi Majhdhar

Sudhanshu ji Maharaj

Naiya Padi Majhdhar


Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.
Hari bin kaise laage paar.

Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.
Hari bin kaise laage paar.

Main apraadhi janam janam ka,
man mein bhara vikaar.
Tum daata, duhkh bhanjanaa,
meri karo sambhaar.

Guru bin kaise laage paar

Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.
Hari bin kaise laage paar.

Avagun daas Kabir ke,
bahut hai garib navaaj.
Jo main poot kapoot hoon,
kahaun pita ki laaj.

Guru bin kaise laage paar

Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.
Hari bin kaise laage paar.

Antaryaami ek tumhi ho,
jivan ke aadhaar.
Jo tum chhodo haath Prabhu ji,
kaun utaare paar.

Guru bin kaise laage paar

Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.
Hari bin kaise laage paar.

Saahib tum mat bhuliyo,
laakh log mil jaaye
ham se tumhare bahut hain,
tum so hamaro naahi.

Hari bin kaise laage paar.

Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.
Hari bin kaise laage paar.

Naiya padi majhdhar,
Guru bin kaise laage paar.

Naiya Padi Majhdhar
Naiya Padi Majhdhar

Naiya padi majhdhar,
hari bin kaise laage paar,
Guru bin kaise laage paar.

Kabir Bhajan and Dohe